KAL KA LIKHUN AAJ MAI
Kal ka likhun aaj mai
ye tamamna muddaton se hain
tere na hone se meri zindagi mai bas itni kami si hai
mai chahe lakh muskuralun in aakhon me aaj bhi nami se hai
jo pani aakhn se chhalak jata hain
us pani ko kya kaha jayega
jo ham tum se na kah sake
usko man se chaha pyar kaha jayega
waqt ki haqiqat ko samajhna tha wo hamne samajhna liya
jo likhna tha kal wo hamne aaj likh liya
tujh jaisa milega koi
ye hamne kaise soch liya
gumnaam hai tu aaj bhi bevajha badnaam mai hun
kafi salon se tere liye tanha hun preshan hun
qabil hun tere ye batane ke liye saboot dhoond rha hun
tere samne aakr bhi apna vajud dhoond rha hun
hoton par muskaan to hai
par puri hasi to nhi hain
mai chahe lakh muskuralun
jivan me hamesha teri kami hai
kal ka likhun aaj mai
ye tammana muddaton se hai
💕💕Spaicel thanks💕💕
Write ✎✎ by Zishan alam
Comp. and space by the zishan s view
Trs. Google trs.
Thanks for the visit
Hindi me poetry padhne ke liye click kre https://thezishansview.blogspot.com/2019/10/blog-post_44.html
Post Comment
No comments