EK ROZ MAI BHI IS DUNIYA SE CHALA JAUNGA
Jo saath hoga wo chhot jayega
badal hoga wo baras jayega
nafrat hogi wo pyar me badal jayege
dilon me sabke apni yaden chod jaunga
ek roz mai bhi is duniya se chala jaunga
maa aason ki barsat kar rhi hogi
bahan dahaade mar kar ro rhi hogi
bhai apne hosh kho rha hoga
baba apne aason chhipa rhe hoge
mere padousi sabko sambhal rhe hoge
us waqt mai sabko rula jaunga
ek roz mai bhi is duniya se chala jaunga
ghar me mere mela sa laga hoga
jisko dekho zikar mera kar rha hoga
bekhabar hokar mai sabke samne sota rahunga
insan hun mai us waqt badal jaunga
ek roz mai bhi is duniya se chala jaunga
kabar me mujhko utar diya jayega
fir phatte takhte mittee daal diya jayega
dheere dheere sab apane kaam mein mashagool ho jayege
kuchh dinon mein sab mujhko bhool jaayenge
naam apana is duniya mein chhod jaunga
ek roz main bhi is duniya se chala gaya
💕💕Spaicel thanks💕💕
Write ✎✎ by Zishan alam
Comp. and space by the zishan s view
Trs. Google trs.
Thanks for the visit
HINDI ME POETRY PADHNE KE LIYE CLICK KRE https://thezishansview.blogspot.com/2019/10/blog-post.html
Post Comment
No comments