TUM BAHUT YAAD AAOGE
Toote patto ki tarah ho gye we
ab shaakh par nhi jud payenge
ek din tum rooth jaoge
aur ham mana nhi payenge
socha na tha kabhi beech rahon me
akele chhod jaoge
tum bahut yaad aaoge
tum bahut yaad aaoge
Yakeen tha mujhe tum jarur aaoge
aaj nhi to kal parso aaoge
lekin ye nhi maloom tha itna sataoge
tum bahut yaad aaoge
tum bahut yaad aaoge
waqt guzarne ke saath ek farman aaya
toot gye wo zindagi ki lade ye paigam aaya
bula liya maut ne baalin par apni
sakhee boli dard ye kaise sah paoge
tum bahut yaad aaoge
tum bahut yaad aaoge
zikar tera kuch is tarah se hoga
hasta hua chehara achanak murjha jayega
tanha ham honge yadon me tum honge
socha na tha itna rula jaoge
tum bahut yaad aaoge
tum bahut yaad aaoge
tammana hai guzarish hai
darde dil ki khawahish hai .
kabr mein bhee too shaan se rahe
rab se yahee guzaarish hai .
lafz kam hai ahasas jyaada hai .
sochoonga to phir rula jaoge .
tum bahut yaad aaoge
tum bahut yaad aaoge
💕💕Spaicel thanks💕💕
Write ✎✎ by Zishan alam
Comp. and space by the zishan s view
Trs. Google trs.
Thanks for the visit
HINDI ME POETRY PADHNE KE LIYE CLICK KRE
Post Comment
No comments