The zishan's view

MUSLIM KA BETA HUN .HINDU KA BHAI HUN. LEKIN DIWANA HUN INSANIYAT KA

EK ROZ MUJHE ISHQ HUA THA

 

Sardi ka mausam tha 
subha ka waqt tha 
dhundalee dhundalee si roshni thi 
aakhen mal mal ke raah dekh rha rtha 
waqt meri ibadat ka tha 
ek roz mujhe ishq hua tha 
neend se bedar hua 
sach kahne ki bela thi 
unka msg aana hua 
haal e dil bayan karna hua
wo pagal sa bolne lgi thi 
mai pyaar samajhne laga tha 
ek roz mujhe ishq hua tha 
ek roz aisa hua na jaise kaisa hua
rishte ki dour tutne lgi thi 
mai khamoshi se dekhne lga tha
rishte me jaj wo hoti thi 
har faisla unka hota tha
mulzim ham hote the
saja pana hamara haq hota tha 
ek roz mujhe ishq hua tha 
samay ki tarah thi wo kabhi ruki he nhi
bas chalti gyi chalti gyi 
is bheed me kahin jakar kho gyi
wo akele kyu gyi 
apni yaden bhi lekar jati 
jo guzre the saath me kuch pal
har ek pal ko saath lekar jati 
mere hothon kee muskaan meri khushiyaan de jaati

wo saat baje ka waqt tha. 
han yaaron 
ek roz mujhe bhi  ishq hua tha



💕💕Spaicel thanks💕💕 
Write ✎✎ by Zishan alam  
Comp. and space by  the zishan s view
Trs. Google trs. 
Thanks for the visit

HINDI ME POETRY PADHNE KE LIYE CLICK KRE







1 comment:

PURANI MOHBBAT

Purani mohbbat ko nye afwaoon se mat jodo  ye do dilon ka sangam hain iseaise he mat chhodo saath milkar khai thi tumne jo kasme ye janm jan...